Judaai (Jeeni re Jeeni) - Arijit Singh - Badlapur

adsense 336x280
Raajhan dhoondan main chaliya,
Raajhan mileya naa ye..
Jigra vichh agan lagaa ke Rabba
Lakeera vichh likhdi judaai ..
( Rekha Bhardwaj )
Kho gaya, gum ho gaya
Waqt se churaya tha jo,
Apna banaya tha
Ho tera, woh mera
Saath nibhaya tha jo,
Apna banaya tha
( Arijit Singh )
Chadariya, jeeni re jeeni
Chadariya, jeeni re jeeni
Aankhein, bheeni ye, bheeni ye, bheeni
Yaadein, jheeni re, jheeni re, jheeni
Chadariya jeeni re jeeni
Chadariya jeeni re jeeni
Hai aankhein bheeni ye bheeni ye bheeni
Yaadein jheeni re jheeni re jheeni
( Rekha Bhardwaj )
Aissa bhi kya milna,
Saath ho ke tanha
Aissi kyun saza humne hai paayi
Raanjhna ve, phir se mujhe jeena
Tujhpe hai marna,
Phir se dil ne di hai ye duhaai
Saajna ve, lakeeron pe likh di kyun judaai
( Arijit Singh )
Gair sa huya khud se bhi,
Na koi mera
Dard se kar le chal yaari,
Dil ye keh raha
Kholun jo baahein,
Bas ghum ye simat rahe hai
Aankhon ke aage,
Lamhe ye kyun ghat rahe hai
Jaane kaise koi chahta judaai yaan
( Rekha Bhardwaj )
Chadariya, jeeni re jeeni
Chadariya, jeeni re jeeni
Aankhein, bheeni ye, bheeni ye, bheeni
Yaadein, jheeni re, jheeni re, jheeni
( Arijit Singh )
Chadariya jeeni re jeeni
Chadariya jeeni re jeeni
Phir aankhein, bheeni ye, bheeni ye, bheeni
Yaadein, jheeni re, jheeni re, jheeni
( Rekha Bhardwaj )
Raajhan dhoondan main chaliya,
Raajhan mileya naa ye
Jigra vich agan lagaa ke
Rabba, lakeera vich likhdi judaai




adsense 336x280

0 Response to "Judaai (Jeeni re Jeeni) - Arijit Singh - Badlapur "

Post a Comment